Kaanton se kheench ke yeh aanchal Tod ke bandhan baandhe payal Koyi na roko dil ki udaan ko Dil woh chala aa..
Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai
Apne hi bas mein nahi main Dil hai kahin to hoon kahin main Ho apne hi bas mein nahi main Dil hai kahin to hoon kahin main. Ho jaane kya pa ke meri zindagi ne Hans kar kaha ha ha ha ha ha ha
Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai
Main hoon gubaar ya toofan hoon Koyi bataaye main kahan hoon Ho main hoon gubaar ya toofan hoon Koi bataaye main kahan hoon Ho dar hai safar mein kahin kho na jaaoon main Rasta naya aa..
Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai
Kal ke andheron se nikal ke Dekha hai aankhein malte malte Ho kal ke andheron se nikal ke Dekha hai aankhein malte malte Ho phool hi phool zindagi bahaar hai Tay kar liya aa..
Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai Aaj phir jeene ki tamanna hai Aaj phir marne ka irada hai
Read more: http://www.lyricsoff.com/songs/aaj-phir-jeene-ki-tamanna-hai.html#ixzz4HfckNe91